Home >> SMS >> Hindi SMS >> Eid Mubarak Greetings and SMS
Dua hai har saal manao eid

Dua hai manao haaroon saal EIDAIN tum .
Musarratoon ki her ghari tumhain mubarak ho..

Eid ae zamanay main

Eid ae zamanay main
Tum gir paray gusal khanay main…

Aam kay rass ko juice kehtay hain
Jo eid card na day usaay kanjuice kehtay hain..

Sonay ka kara konay main para
Eid card dayna hi para…

Eid ke is mubarak khusnama din..

Eid ke is mubarak khusnama din..
Ko meri allah se yeh dua hai ki
Apki zindagi is eid ke khushnuma din
Ki tareh hamesha khushiyon se bhari rahe.

Eid may nazrein hi milaa lo

Ramzan may na milsakey,
Eid may nazrein hi milaa lo.
Haath milaney se kya hoga?
Seedha galey hi lagaa lo.

Eid mubarak allah se

Eid Mubrak Allah se aaj ke din meri yeh iltija
Aur dua hai ki agli EID hum sath karien.

Eid mubarak ho aapko

Eid mubarak ho aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, jab eidi mile aapko to please….
Aap yaad karna sirf humko .

Eid sms

May allah accept all our deeds of the holy month.
Wish u a very Happy Eid

Eid to apno ki deed hai…

Eid ki sachi khushi to apno ki deed hai,
Tum humse door ho to apni kya eid hai

Happy Eid Day

Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho,
Jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho,
To samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai.
Happy Eid Day.

Hum aap ke paas hotay

Kash hum ek sms hotay bas ek click me aap ke paas hotay
Mana k aap hamay delete kar letay lekin kuch dair k liye
To hum aap ke paas hotay or bari khushi say kehtay
Eid mubarak

Page: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25    Next »
 
Email Friend/BookMark
Email Friend/BookMark
 

Friends - Easily Go - Go Easily - Mobile sms world - Jokes and sms - Od Rajput - Oad Rajput - Mail Adda - Glitz Technology - Safety Secure Concept