Home >> SMS >> Hindi SMS >> Rain SMS
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga, Jis
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,

Jis din aapko apne hatho se banaya hoga,
Usne bhi bahaye honge aansu,
Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho. Jab
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.

Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,
Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke, Ghar
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke, Ghar ja raha tha
ke achanak bijli, Chamki, Badal garje, Zor se barish(rain)
shuru hoi, Aadmi bola lagta hai pahunch gai.
Ae barish(rain) jara tham k baras, jab
Ae barish(rain) jara tham k baras,

jab mera yaaar aa jaye to jam k baras,
pehle na baras ki woh aa na sake,
phir itna baras ki wo jaa na sake.
Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut,Paani
Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut,Paani ki har boond
mein woh aaye yaad bahut.Is suhaane mausam mein saath nahi
tha koi,Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.
Aaj halki halki baarish hay, aaj sard hawa
Aaj halki halki baarish hay,

aaj sard hawa ka raqs bhi hay,
Aaj phool bhi nikhray nikhray hain,
aaj un main tumhara aks bhi hay,
Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay
Aaj badal kalay gehray hain,

aaj chand pay lakhon pehray hain,
Kuch tukray tumhari yaadon k,
bari dair say dil mein thehray hain,
Page: 1
 
Email Friend/BookMark
Email Friend/BookMark
 

Friends - Easily Go - Go Easily - Mobile sms world - Jokes and sms - Od Rajput - Oad Rajput - Mail Adda - Glitz Technology - Safety Secure Concept